How to Add Unlimited Members in Telegram Channel/Group [100%]
Aaj ke trick ke liye hum app ka use karne wale hai or apne telegram groups or channel ke members bada sakte ho wo bhi free mein kuch steps hoge jise apko achhe se follow karna hai.
Agar ese hi tips and tricks ke bare mein janna chahte ho to hamare Telegram Channel ko join kare aur latest updates ke liye jarur jude.
Dhyan is bat ka rakhe aap log ke tricks me agar kuch bhi error aye to us error ke bare mein jarur bataye jisse hum use solve kar sake jaldi se.
Telegram me unlimited members kaise add kare jane
Sare Steps ko sahi se follow kare nhi to aap ek bhi members ko add nhi kar paoge jitne bhi apps ke bare mein batne wala hu uska link apko niche de diya jayega aap simple button pe click kar ke download kar sakte ho.
- First apko Play Store Open kar lena hai.
- Apko Split Screen Shortcut app install karna hai.
- Uske bad apko 2nd Line App install karna hai.
- Fir apko Graph Messenger install kare.
Agar Apke mobile me split system pehel se hai to apko app download krne ki jarurt nhi hai jinke mobile mein option nnhi hai wah download kare.
Add unlimited telegram members Step by step
First apko apne mobile me split app ko setup kar lena hai achhe se aur jinke mobile me already hai wah use open kar le aur jinke mobile me nhi tha wah install or setup ke bad mein back button press karke rakhna hai jisse apke mobile mein split screen shortcut open ho jayega.
Graph Messenger App ko open karna hai ab apko aur open karne ke bad apko split mod on kar ke 2nd Line app ko open kar lena hai.
Jisse apke dono app ek hi screen mein khul jaega or aap sath me app ko chala sakoge dhayn rahe do app open rahe ek hi screen par.
Note: 2nd Line app mein jab aap account banaoge tab ek bat ka dhyan jarur rakhna ke kuch number telegram block kar rakh hoga to apko chinta nhi karna hai iska bhi hal batane wala hu.
How Can I get more members in Telegram?
- Graph Messenger ko open kare or start messaging pe click karna hai apke same jo screen ayega usme apko USA +1 select kar lena hai or Sync Contact ko un tick kar dena hai.
- Ab apko 2nd Line app ke andar account bana lena hai isme aap kuchh bi random Email or Password type kar sakte ho account ban jayega.
- Apko baki chije skip karte jana hai or Don’t use location pe click karna hai.
- Fir jo option ayega apke samne usme apko koi sa bhi Country Code type kar dena hai jaise 215 ya 212.
- Apke samne bohat se number aa jayege to apko continue pe click nhi karna hai aap check kare ke konse number pe OTP ayega jaise hi OTP jayega us number pe use aap select kar ke continue kare.
- Ab apko name type kar ke open kar lena hai iske bad apko ek publick group ya channel bana lena hai jisme member add karna hai
- Iske bad apko ek telegram group join kar lena hai jo ki publick ho jis bhi group se apko members nikalna hai.
- Join hone ke bad apko group ke profile pe click karna hai or right side me jo three line hai uspe click kare or m
- Dhyan rahe ke apko ek bar me 50 members hi select karne hai uske bad apko Sahi ke tik pe click karna hai.
- Uske bad apko us group ko select kar lena hai jisme members add karne ho.
Frequently Asked Questions
Apko apke channel me jana hai aur profile pe click karne hai uske bad apko three line pe click karne ke bad member add karne ka option mil jayega.
Iske liye mene apke liye best apps or trick bataya hu to use aap jarur dekhe jisse apke problems sare solve ho jayega.